Monday, July 29, 2013

Umeed OR"Khof

Umeed
OR"Khof  

Esi
Umeed Sy Bacho

Jo"ALLAH"Ki
Nafrmani Mei
Mubtla Krdy

OR Esy
Khof Sy Bacho
Jo"ALLAH"Ki
Rahmat Sy

Mayoos Krdy

Khul jain dar janat k,

Khul jain dar janat k,

Dozakh ki sub aag bujey,

Dil se koi aik bar kahey,

La ilaha ilLalla ho Muhammadur RasoolAllah.
osra khud hi urr jata hay."

Hadees Paak:

Hadees Paak: "Eman aur Haya do aisey Parindey hain K Agar in mey sey Aik urr jaye to Dosra khud hi urr jata hay." 

zuban per halkey lekin meazan per bohat bari hain.

ALLAH RAB-UL-IZAT key hazor mein qayamat key din aik banda hazir hoo ga . Us key aamal toleyy gayein gey to us ka burai ka palraa bhari hoo ga to wo insan bohat pereshan hoo ga itni dier mein ALLAH RAB-UL-IZAT apney noor ka thora sa hisha uus key nakiyon key palrey mein rakh dein gey to wo bohat heraan ho ga aur pochey ga key meri yeh kon si neki hai to ALLAH farmaien gey key aey bandey to ney iis din yeh kalma khalos -sey dil sey parha tha 'Subhanallah-hey wabey ham dey hii subhanallah hil azeem'. Yeh kalma zuban per halkey lekin meazan per bohat bari hain.
n lekin kahan zindagi hain





jidar bhi yeh dekhe jahan bhi yeh jaheen

jidar bhi yeh dekhe jahan bhi yeh jaheen
tujhe donti hai yeh pagal nigahein
main zinda hoon lekin kahan zindagi hain
meri zindagi tu kahaan kogayi hai.



samajme na aaye yeh kya majra hai
tujhe paa ke dil me yeh khali sa kya
kyon har waqt dil mein koi pigli hai
kyon har waqt sine mein rehti kami hai

Likh na paonga teri bewafai ke dastan...

Likh na paonga teri bewafai ke dastan...
maine meri Jaan tujhe chaha tha bohut...

Dil dhadakta tha mera tere naam k sath..
maine meri Jaan tujhe socha tha bohut..

Utha jub bhi mera hath DUWA k leye..
apne RUB se meri Jaan tujhe maanga tha bohut...

Dasti hain tere bin yeh chandni rateen..
hoti hai tere bin aankho se barsaat bohut..

Main ne chaha tujhe bhool jaon bewafa sanum...
bhool ker bhi meri Jaan teri yaad aati hai bohut...!!!

Kathin ha zindgi ktni,

Kathin ha zindgi ktni,
safar dushwar ktna ha..
kbi paon nahi chaltay kbi rasta nahi milta,
hamara sath day pae,koe aisa nahi milta..

faqat aisay guzaron to yeh roz-o-shub nahi kut tay,
yeh kut tay thay kbi pahlay magar han ab nhen kut tay..
magar phir b meray maalik,koe shkwa nahen tuj say,
main jan per khail skta hon,
Main har dukh jhail skta hon,
agar tu aj he kr day MOHABBAT humsafar meri ...!!!
ttom:0in;margin-bottom:.0001pt'>jisi is ne kitabon main kb se chupa k rakha hai,

magar tm apny lafzon ki kahani bhool jao ge,
suno!!
Aye ajnabi se larki,
kisi larkay sy mat kehna,
keh tum us sy pyar kerti ho...!!!

*-kisi se mat kehna-*

*-kisi se mat kehna-*

kisi larkay sy mat kehnakeh us se pyar krti ho,
tumary ye chund lafzon ki kahani,
kisi ki zindagi ho ge,
tmara naam ly kr wo suba sy shaam kr dy ga,
tmari souch ko wo apna jivan daan kr dy ga,
tmari nazar sy dekhay ga dunia ki fizaon ko,
tmari ik hunsi per wo nichawar jaan kr dy ga,
her ik ahat per us ki nigahein muntazir hon ge,
keh tum aokeh tum ao aur apna fasana such buna dalo,
jisi is ne kitabon main kb se chupa k rakha hai,
magar tm apny lafzon ki kahani bhool jao ge,
suno!!
Aye ajnabi se larki,
kisi larkay sy mat kehna,
keh tum us sy pyar kerti ho...!!!

wo he ashk sub sy haseen tha...!!!

Ussay barisho'n nay churra liya,
Kay wo badalo'n ka makeen tha,,
Kabhi morh k yae bhi tou dekhta,
Kay mera wajood, zameen tha,,

Woi aik such tha aur us k baad,
Saari tohmatai'n thee'n jhoot tha,,
Meray dil ko poora yakeen hai,
Kay wo mohabato'n ka ameen tha,,

Ussay shoq tha kisi jazeeray pay,
Uss k naam ka phool ho..
Mujhe pyar krna sikha geya mera dost kitna zaheen tha,,

kabhi sahilon pay phiro gy tou,
tumain sippiyan bhe batain ge,,
meri ankh main jo simat geya,
wo he ashk sub sy haseen tha...!!!

Ye Dil Agar Dil Na Hota..koi Kanch Ka Tukda Hota..

Ye Dil Agar Dil Na Hota..koi Kanch Ka Tukda Hota..
Ise Todne Wale K Hath Me Zakhm To Aaya Hota...
Are Tumko Ehsaas To Hota K Guzarti Kya Hai?
Tumhara Dil Bhi Agar Jo Meri Tara Kabhi Tuta Hota...!!!

tumhare pyaar ka andaza kud mojhe bhi nahi...
woh lafz kese trashoo-o jo tum ko batlain ..
kahan se dhond k laoo-o abhi bane hi nahi...
woh aiene tumhe jo tumhe mere khoab dekhlain...!!!

 sar-e-sehra musafir ko sitara yaad rehta hai...
main chalta hoon mojhe chehra tumhara yaad rehta hai...
tumhara zrf k tum ko mohabbat bhol jati hai..
hume tu jis ne bhi hans kar pukara yaad rehta hai..



Dubtey Dubtey Aawaz Teri Sun Jaoun

Dubtey Dubtey Aawaz Teri Sun Jaoun
Akhri Baar Tu Sahil Sey Sada Dey Mujh Ko


Main Tery Hijar Mein Chup Chap Na Mar JAoun Kahein
Main Hun Saktey Mein, Kabhi Aaa Kar Rula Dey Mujh Ko


Dekh Main Ho Gya Hun Badnaam Kitboun Ki Tarha
Meri Tashheer Na Kar, Ab To Jala Dey Mujh Ko


Roothna Tera, Meri Jaan Liye Jata HAi
Aisey Naraz Na Ho,Hans K Dikha Dey Mujh Ko


Log Kehtey Hein K Yeh Ishq Nighal Jata HAi
Main Bhi Is Ishq Mein Aya Houn,Duaa De Mujh Ko


Yahi Auqaat Hai Meri Teray Jeevan Mein
Koi Kamzore Sa Lamha Houn,Bhula De Mujh Ko

Aur Kuch Nahein Manga Meray MAlik Tujh Sey

Us Ki Galiyoun Ki Khak Bana Dey Mujh Ko ...!!!

woh moj se itni mohabbat jatane lagta hai..

woh moj se itni mohabbat jatane lagta hai..
kabhi kabhi tu mojhe khof ane lagta hai..
harof-e-aag par karta hai guftugu moj se..
wafa pe a k damain bachane lagta hai...
Farz karo...
Hum ehl-e-wafa hon,
Farz karo...Diwaney hon,
Farz karo...ye dono baten,jhooti hon afsaney hon,
Farz karo...ye ji ke bipta,ji se jor sunai ho,
Farz karo...Abhi or hon itni,adhi hum ne chupai hon,
Farz karo...Tumhen khush karne k,dhoonday hum ne bahaney hon,
Farz karo...ye nain tmhare,such much k mey khaney hon,
Farz karo...ye rog ho jhoota,jhooti preet hamari ho,
Farz karo...is preet k rog mai,saans bhi hum pe bhai ho,
Farz karo...ye jog pe jog ka,hum ne dhong rachaya ho,

Farz karo...Bus yahi haqeeqat,baki sub kuch maya ho...!!!

Ae chand suno kuch baat karo,

Ae chand suno kuch baat karo,
Teri baat chaly meri raat katy,
Baat karo us basti ki,
Badal,barish or masti ki,
Ya baat karo os bandhan ki,
Choori,payal or kangan ki,
Ya baat karo un sapno ki,
Jisy tum be socha karty ho,
Khabon mai pooja kerty ho,
Ya baat karo os anchal ki,
Jo jab lehraiy meri neend churaiye,
mery hosh uraiye,Mera chain gunwaye,
Ae chand suno kuch baat karo,
Teri baat chaly meri raat katy...!!!

Kal halki halki barish thi,

Kal halki halki barish thi,
kal sard hawa ka raks bhi tha,

kal phol bhi nikhray nikhray thay,
kal un main ap ka aks bhi tha,

kal badal kaley gehray thay,
kal chand pay lakhon pehray thay,
kuch tukray ap ki yadon k,
bari dair say dil main theray thay,

kal yadein uljhi uljhi theen,
aur kal tak yeh na suljhi theen,
kal yad bohat tum aaye thay,

kal yaad bohat tum aaye thay...!!!

Yeh zara zara si baat par tarha tarha K azab kyun

Yeh zara zara si baat par tarha tarha K azab kyun,
Jo kisi say bhi khafa na ho mujay us Khuda ki talash Hai,

Mujay laghzishon pay har ghari koi tokta hai bar bar,
Jisay Kar K dil ko sakko mile mujay us gunah ki talash hai,

Bina humsafar K kab talak koi musafton mein laga rhay,
Jahan koi kisi say juda na ho mujhey us jaHan ki TalasH hai ...!!!

Qurb k na wfa k hote hen

Qurb k na wfa k hote hen.
sary jhägry Ana k hote hen.

wo hmara hy is tarha sÉ "FAIZ".
Jaisy bandy KHUDA k hote hein..

Baat niyyat ki sirf hy warna..
waqt sare dua k hotay hen..

Bhool jatay hen mat bura kehna,
log putlay khata k hotay hn..

wo bazahir jo kuch nahi lagtay,
un say rishtay balaa k hotay hen...!!!

zindagi

zindagi
pholon ne kaha
khushbuon ka nam hai zindagi

badlon ne kaha
baras ker tham jany ke name hai zindagi

hawa ne kaha
thandak ka nam hai zindagi

farishton ne kaha
ALLAH ke tasbi ka nam hai zindagi

student ne kaha
mushkel intehan ka nam hai zindagi

haiwano ne kaha
zuban band rekhny ka nam hai zindagi

insan ne kaha
zik dosry ke dukh dard mai shareek hony ka nam hai zindagi

Mere Hum-Safr..Mere Hum Nasheen..

Mere Hum-Safr..Mere Hum Nasheen..
Mae ne Räb se manga to kuch nahin..
Mae ne jb bhi mangi koi Duaa!
Nahin manga kuch bhi "Tere Siwa..."
Ye talab kiya k mera Khuda!
sabhi Rahtein..sabhi Chahtein..
wo atta kre tujhe manzilein..
Yeh talab kiya k mera Khuda!
Tujhe Bakht de..Tujhe Taaj de..
Tujhe Takht de..Mere Hum-Safr..
mere Chara-gr..ye hai Dosti ka kathan Safr..
mere saath chlna zra soch kr..
Zra dekh to mera Hosla..
Mere paas jo bhi wo hai Tera..
Nahin aur kuch bhi Tere siwa..
Meri Dosti...Meri Zindgi...Meri Khamoshi...Meri Be-bsi...
Mera ilm bhi...Mera Naam bhi...K meri Subah...k meri Shaam bhi...
K Jo mil skein mere Daam bhi...
Wo sbhi kuch tujhe atta kre..
Mere chara-gr tu yaqeen to kr..
Mujhe mangna to na aa ska..
Maine phir bhi mangi yehi Düaa..
K gwahi de ga mera Khudä..
Maine jab bhi us se talab kiya..

Nahin manga kuch bhi tere siwa...!!!

Hazar batain kahay zamana meri wafa py yaqeen rakhna,

Hazar batain kahay zamana meri wafa py yaqeen rakhna,
Her ik ada main hai begunahi Meri ada py yaqeen rakhna,

Meri muhbt ke zindage ko nazar na lag jaye is jahan ke,
Yahe sada hai dharakty dil ke Meri sadaa py yaqeen rakhna,

Kisi ko huq ka na dekh paye bari ajeeb shaye hai ye vairi duniya,
Ye bemorawt hai, bewafa hai Na bewafa py yaqeen rakhna,

Nazar mai rehna ha khushnasibi Naazr sy girna hai behayaai,
Meri haya py magar yaqeen rakhna...!!!
Mohal Tha,

Ab Uss Ki Kia main "MISAL" don,
WO To Apni "MiSAL" App Tha ...!!!

Wo Tum Na Thay Ik "KHAYAL" Tha,

Wo Tum Na Thay Ik "KHAYAL" Tha,
Meri Soch Ka He "KAMAL" Tha,
Wo "MOHABBATAIN' Wo "CHAHATAIN",
Meri "ULJHANON" Ka He "JAAL" Tha,
Mere Dil Main Thi Jo "RONAQAIN",
Wo Tera He 'HUSN_o_JAMAL Tha,
Jawab Jiss ka mila Nehi,
Wo aisa He ik "SAWAL" Tha,
Wo Aaj Mila to Yun Laga,
Yehi To Hay Wo Jiss Ka "INTEZAR" Tha,
Ussay "Yaad" Kaise Na Karay koi,
Ussay "BHOOLNA" To Mohal Tha,
Ab Uss Ki Kia main "MISAL" don,
WO To Apni "MiSAL" App Tha ...!!!

Teri tasweer meri ankhon main basee kyun hai

Teri tasweer meri ankhon main basee kyun hai
Jidhar dekho bus udhar tu hi kyun hai

Teri yadoon say wabasta meri takdeer hai lekin
tujhe naa paa ker meri takdeer roothi kyun hai

Mujh ko hai khaber asaan nahin tujhe haasil karna
phir bhi yeh intizaar yeh bekarari kyun hai

Barson guzar gaye meray tanhayee main lekin
Meri baanhon ko aaj bhi tera intizaar kyun hai

Teri chahat ki kasam khoon kay aansoon royaa hon
Ab nahin hai kuch bakee phir yeh jaan bakee kyun hai

Khatam huwa mera yeh afsana ek baat batadoo lekin

Anjaam tha malooom mujh ko phir yeh muhabbat kyun hai ...!!!

Jab rat k tanha lamho main,Koi ahat mujh se kehti hai,

Jab rat k tanha lamho main,Koi ahat mujh se kehti hai,
Iss dil main halchal rehti hai,
Koi jugno pas se guzre tou,
Koi baat halak se nikle tou,
Main khudse uljhne lagta hon,
Phir jane kya kya kehta hon,
Phir yad tumhari aati hai,

Phir pal do pal k lamhe ko,
Yeh sans meri ruk jati hai,
Ik shola dil main bharakta hai,
Woh dard sehar tak rehta hai,
Phir weham mujhe yeh kehta hai,
Koi mere dil main rehta hai.
"KOI MERE DIL MAIN REHTA HAI" ...!!!
class=MsoNormal style='margin-bottom:0in;margin-bottom:.0001pt'>un dino wakt bhi the-e-ra hoa sa lagta tha...


our for-sat bhi thi hum ko koi fursat jesi....!!!!

talab essi naa koi cheez zarorat jesi..

talab essi naa koi cheez zarorat jesi..
koi tu baat thi hum tum main mohabbat jesi..

gar kuda mera, mere dil ki doa sun leta...
sorteein sari banata teri sorrat jesi...

dekhna os ko faqat toot k dekha karna...
meri halat bhi thi diwanoon ki halat jesi...

ankh main ot-ra koi chehra tere chehre saa..
koi tasveer tu hoo teri sha-bhat jesi...

tere humrah tera saya bhi kab dekh sakoon...
dil jalati hai koi baat raq-bat jesi...

un dino wakt bhi the-e-ra hoa sa lagta tha...

our for-sat bhi thi hum ko koi fursat jesi....!!!!

vo jo ham mein tum mein qaraar thaa tumhein yaad ho ke na yaad ho

vo jo ham mein tum mein qaraar thaa tumhein yaad ho ke na yaad ho
vahii yaanii vaadaa nibaah kaa tumhein yaad ho ke na yaad ho


vo naye gile vo shikaayatein vo maze maze kii hikaayate.n
vo har ek baat pe ruuThanaa tumhein yaad ho ke na yaad ho


koi baat aisii agar huee jo tumhaare jii ko burii lagii
to bayaaN se pahale hii bhuulanaa tumhein yaad ho ke na yaad ho


suno zikr hai kaein saal kaa, koi vaadaa mujh se thaa aap kaa
vo nibaahane kaa to zikr kyaa, tumhein yaad ho ke na yaad ho


kabhii ham mein tum mein bhii chaah thii, kabhii ham se tum se bhii raah thii
kabhii ham bhii tum bhii the aashnaa, tumhein yaad ho ke na yaad ho


hue ittefaaq se gar baham, vo vafaa jataane ko dam-ba-dam
gilaa-e-malaamat-e-arqabaa, tumhein yaad ho ke na yaad ho


vo jo lutf mujh pe the beshtar, vo karam ke haath mere haath par
mujhe sab hain yaad zaraa zaraa, tumhein yaad no ki na yaad ho


kabhii baiThe sab hai.n jo ruu-ba-ruu to ishaaratoon hii se guftaguu
vo bayaan shauq kaa baramalaa tumhein yaad ho ki na yaad ho


vo bigarhanaa vasl kii raat kaa, vo na maananaa kisii baat kaa
vo nahein nahein kii har aan adaa, tumhein yaad ho ki na yaad ho


jise aap ginte the aashnaa jise aap kahate the baavafaa

main vahii hooN "Momin"-e-mubtalaa tumhein yaad ho ke na yaad ho ...!!!

Palkon pe anson ko sjaya na ja ska,

Palkon pe anson ko sjaya na ja ska,
us ko b Dil ka haal btaya na ja ska,

zahmon se chor chor tha ye Dil mera,
ek zaham b us ko dikhaya na ja ska,

jab teri yaad aye tu koshish ke bawajod,
ankhon main anson ko chhpaya na ja ska,

kuch log zindgi mein aese b aye hen,
jin ko ksi b lamhe bhlaya na ja ska,

ic khyal se kahin us ko dukh na ho,
hum se tu haal-e-ghum sunaya na ja ska,

tanhayun ka aag mein hum jal gae,

pr faasla ana ka mitaya na ja ska...!!!

Muhabat" se "Inayat" se "Wafa" se Chot lgti hai.

Muhabat" se "Inayat" se "Wafa" se Chot lgti hai..
"Bikharta Phool" hun mujhko "Hawa" se Chot lgti hai..
Meri "Ankhon" may "Ansuon" ki tarha ek "Raat" ajao,
"Takalluf" se "Banawat" se "Ada" se Chot lgti hai..
May "Shabnam" ki "Zuban" se "Phool" ki "Awaz" Sunta hun,
Ajab "Ehsas" hai Apni "Sada" se Chot lgti hai...!!!

Main tum ko jab bohat anay lagön yad chalay ana,

Main tum ko jab bohat anay lagön yad chalay ana,
Bhool jana apni kahi hr baat chalay ana..

Judai ka wo lamha aur wo manzer dhalty soraj ka,
Yaad tm ko jb anay lagy chalay ana..

Bhool jao tm agar manzil kabi apni,
Utha laina apne qadam phr meri taraf chalay ana..

Hud sy guzer jaye jb mera zabt-e-ghum,
Aur main pukaron tm ko bar bar chaly ana..

Us k bin jenay ka ab tasawer he nai,

Meri maot ka jb tm ko milay piyam chalay ana...!!!

tajmahal 4 u

_|_______________#____________._|_
_(__)___________#___#__________.(__)
_|#|__________#______#_________.|#|
_|#|________#__________#_______.|#|
_|#|______#___ Tajmahal __#______.|#|
_|#|_____#______4u _______#_____|#|
_|#|_____#________________#__|__|#|_
|##|___|__#______________#__.*__|##|

Just To say

* ,* This
* / ,/' BUNCH
'///',* of
"%" FLOWERS
Is Being Specially Delivered To
"U"&ur FAMILY

Just To say.

"Happy Advance EID MUBARAK".

Baraye meherbani is msg ko itna forward karain k

Baraye meherbani is msg ko  itna forward karain k
.
.
Mere Bhai tak Puhanch jaye.
“Bhai Double Roti k sath 2 Andey B le ana.

–==Eid Ka Din–==

–==Eid Ka Din–==

Is Eid Per

Wo Mere Saath nahi

Magar Wo

Uski Yadain

Us Ki Batain

Sab Mujhe Yaad Hai

Us ne Mujhe

Yaad Kia Hoga

Phir Mere Khialon Mein

Khooye Huey

Tasawar Ke

Kisi Lamhe Mein

Dheeray Se Kaha Hoga

~~~EiD MuBaRaK~~~!

Tum se yeh Aik Guzaarish hai

Tum se yeh Aik Guzaarish hai
yeh Apney Dil ki Khuaaish hai
Ik Baar milo , Ik Baar Milo
Har Baar yahi Taakeed karein
Tum Aao tou ham bhi Eid Karein
Mana ke Ham Deewaney hain
Sab Batoon Se Anjaaney hain
Jab Apney hi Baigaaney hain
Kya Ghairoon Se Umeed karein
Tum Aao tou ham bhi eid karein

Wishing U HAPPY EID MUBARAK in advance

Wishing U HAPPY EID MUBARAK in advance 4 the folwing 10 years,
2OO9
2010
2011
2012
2013
2014
2015
2016
2017
2018
Agar coming 10yrs me APKO koi pehle wish krne ka da’wa kare to 1 rakh k chamaat daina or ye msg dikha daina...:)

Tum Aao tou Ham bhi Eid karein

Tum Aao tou Ham bhi Eid karein
Hasrat Hai Tumhari Deed Karein
Tum Aao tou ham bhi Eid karein
Kuch Dair tou Dil ko Chain Miley
Kuch roz tou Mann ka Phool Khiley
Kehtey hain ke Eid ki Aamad hai
Ham log bhi Kuch Taaeid karein
Tum Aao tou Ham bhi Eid karein
Tum se yeh Aik Guzaarish hai
Yeh Apney Dil ki Khwahish hai
Ik Baar milo , Ik Baar Milo
Har Baar yahi Taakeed karein
Tum Aao tou ham bhi Eid Karein
Mana ke Ham Deewaney hain
Sab Baato Se Anjaaney hain
Jab Apney hi Baigaaney hain
Kya Ghairo Se Umeed karein
Tum Aao Tou Ham Bhi Eid Karein...

MAY ON THIS EID

MAY ON THIS EID
*"""*. .*"""*.
* * *
* EID *
" MUBARAK "
* *
" "
* *
*
May on this EID the Plate of ur life is filled wirh juicy Kababs & Tikkas topped with Chatni of Happiness and covered with Salad of Love.

(*EID MUBARAK*)

|""'| |'""|
| |,/\,| ISH YOU
|___/\____|


|"""|___|"""'|
| APPY
|___|"""|___|

(*EID MUBARAK*)

Duniya Mein Sab Se Himmat Wala Kaun?

Duniya Mein Sab Se Himmat Wala Kaun?
Ans:
Dhobi
Kabhi Bhi Kisi Ke Ghar Jaa Kar
Koi Bol Sakta Hai
Sahib Bibi Ji Ko Bolo
Kapde Nikal Kar Rakhe
Mein Abhi Aa Ke Leta Hun

Aye Logo! Yaad Rakho!

Aye Logo! Yaad Rakho!

*.*__?___*.
.*/_____/?\*.
* l__O__l__l.*.

Wo Ghar, Zamin pr
Sitaron ki tarah Chamke ga.
Jis Ghar Ka
Damad Mai Bano Ga.

ICE-CREAM 4 U

,@,
(;;;
/;;/
//

ICE-CREAM 4 U
.
.
.
.

Zayada Muskurao Mat
Ager HIMMAT Hai Too Kha K Dekho…!!!

datz My Foot Print

oo0 0oo
( ) ( )
/ ( ) /
( ) ( )

datz My Foot Print
Roz subah uthtay he inko parnam karna
Zindagi sudhar jayegi….!!

Iss baar kuch aisa mein chahta hoon

Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
Tum ko apna banaana chahta hoon

Bhula kar apne sab gham
Tumhe dilse apnana chahta hoon

Tumhe tumhari ijazaat se
Apne dil mein basana chahta hoon

Apne naam k saath joar kar tumhara naam
Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon

Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane
Tumhe har dua mein mangna chahta hoon

Ho jaao tum meri aur main tumhara
Harr pal bas yehi ehsaas chahta hoon

Tum se hi ki bass mohabbat main ne
Apni sari zindagi tumhare sang chahta hoon

Karta hoon aaj main ye iqraar
Main bass tumhe bass tumhe hi chahta hoon

Haq ke saath kahoon tumhe main apna
Tumse bass aaj main yehi raza chahta hoon

Ho raat akeli pichlay paiher or

Ho raat akeli pichlay paiher or
Chand gagan main aa jaye,

Tum chand ki manend tanha ho ye baat tumhay tarpa jaye.
Kuch khuwab saja kr palkoun pay
Tum chand say batein kr laina,

Hum yaad tumhay to kartay hain
tumYaad humain bhi ker laina.

Kuch bat na ho jb aisay he
num ankh Tumhari ho jaye,
Tum bat kahi per karty ho,
dil or Kahi per kho jaye.
Jazbat k aisay alam main
Muskan laboun par bhar laina,

Hum yaad tumhe to krtay hain,
Tum yaad humain bhi kr lena..

Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle

Labon pe phool khiltay hain kisi ke naam se pahle
dilon ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle

kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahin pata
kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle

yahi taare tumhaari aankh ki chilman mein rehte the
yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle

hui hai shaam jungle main parinde laut.te honge
ab in ko kis tarah rokain nawaah-e-daam se pahle

ya saare rang murdaa the tumhaari shakl banne tak
ya saare harf muhmal the tumhaare naam se pahle

huaa hai wo agar munsif tou Amjad ihtiyataN ham
sazaa tasleem karte hain kisi ilzam se pahle.
kh kar na muskuraaiye

Zara hawaaon ke chalne ka intezaar kijiye

Karna hai ishq aapse karte rahenge hum
Jo bhi karna hai aapko mere sarkaar, kijiye

Phir sapno ka ashiyaan bana liya hai maine
Phir aandhiyon ko aap khabardaar kijiye

Hame na dikhaiye ye daulaate ye shohrat

Hum pyaar ke bhookhe hain humey pyaar kijiye

Bas itni si inaayat mujh pe aik baar kijiye

Bas itni si inaayat mujh pe aik baar kijiye
Kabhi aa ke mere zakhmon ka dedaar kijiye

Ho jaaye begaane aap shauq se sanam
Aapkee hain aapkee rahegey aitbaar kijiye

Parhne waale hi darr jaayen dekh kar ise
Kitaab-e-dil ko itnaa na daagdaar kijiye

Na majboor kijiye, ke main unko bhool jaaun
Mujhe meri wafaaon ka na gunehgaar kijiye

In jalte diyon ko dekh kar na muskuraaiye
Zara hawaaon ke chalne ka intezaar kijiye

Karna hai ishq aapse karte rahenge hum
Jo bhi karna hai aapko mere sarkaar, kijiye

Phir sapno ka ashiyaan bana liya hai maine
Phir aandhiyon ko aap khabardaar kijiye

Hame na dikhaiye ye daulaate ye shohrat

Hum pyaar ke bhookhe hain humey pyaar kijiye

Har RAAT Gham-e-Tanhaai,

Har RAAT Gham-e-Tanhaai,
Har SHAAM teri yaad aai,

Laakh tujhey bhulana chaha,
Us se barrh kar teri YAAD aai.,

Tuj se koi UMEED bhi wabasta nahi,
Iss DUKH se meri Aankh Bhar aai,

Logon ne poocha ASHKON ka sabab?
Bus Mujhe kehna para…!! “TANHAAI”
hai,

Ager yahe pegaam pohnch jaye tu lout ana,
baad main,


Sun kar usey yaqeen na Aaega dair tak.

Jab kabhi tera dil ghabraey ager tujhe meri yad aay tu lou ana,

Jab kabhi tera dil ghabraey ager tujhe meri yad aay tu lou ana,
Ager tera sath koi choray ager koi tera dil turey tu lout ana,

Kuch waqat achca guzra hai sath tumare
who waqat jab yaad aay tu lout ana,

Yahe waqat akser sath nai dete dil walon ka,
pas reh kar b ager koi sath na de tu lout ana,

Na jane teri itni yad q atti hai,
Ager yahe pegaam pohnch jaye tu lout ana,
baad main,


Sun kar usey yaqeen na Aaega dair tak.

Lagta nahi k sath nibhae ga dair tak

Lagta nahi k sath nibhae ga dair tak,
Lekin wo muJh ko bhool na pae ga dair tak. .

Jo bhi qareeb aae ga us k usay zaror,
wo meri dastan sunae ga dair tak

Dhonde ga wo muJhe inhi galiyon me aik “DIN”
Dhonde ga,or muJh ko na paae ga dair tak

Me sahilon ki rait pe likhon gi us ka naam,
Wo pani pe mire naqsh banaega dair tak..

Kis haal me hon us k baad main,

Sun kar usey yaqeen na Aaega dair tak.