Hazar batain
kahay zamana meri wafa py yaqeen rakhna,
Her ik ada
main hai begunahi Meri ada py yaqeen rakhna,
Meri muhbt
ke zindage ko nazar na lag jaye is jahan ke,
Yahe sada
hai dharakty dil ke Meri sadaa py yaqeen rakhna,
Kisi ko huq
ka na dekh paye bari ajeeb shaye hai ye vairi duniya,
Ye bemorawt
hai, bewafa hai Na bewafa py yaqeen rakhna,
Nazar mai
rehna ha khushnasibi Naazr sy girna hai behayaai,
Meri haya py
magar yaqeen rakhna...!!!
Mohal Tha,
Ab Uss Ki
Kia main "MISAL" don,
WO To Apni
"MiSAL" App Tha ...!!!
No comments:
Post a Comment