Kathin ha
zindgi ktni,
safar
dushwar ktna ha..
kbi paon
nahi chaltay kbi rasta nahi milta,
hamara sath
day pae,koe aisa nahi milta..
faqat aisay
guzaron to yeh roz-o-shub nahi kut tay,
yeh kut tay
thay kbi pahlay magar han ab nhen kut tay..
magar phir b
meray maalik,koe shkwa nahen tuj say,
main jan per
khail skta hon,
Main har
dukh jhail skta hon,
agar tu aj
he kr day MOHABBAT humsafar meri ...!!!
ttom:0in;margin-bottom:.0001pt'>jisi is ne
kitabon main kb se chupa k rakha hai,
magar tm
apny lafzon ki kahani bhool jao ge,
suno!!
Aye ajnabi
se larki,
kisi larkay
sy mat kehna,
keh tum us
sy pyar kerti ho...!!!
No comments:
Post a Comment